Quotes in Urdu - 25 Best Urdu Quotes

ByFaisal Chughtai | Published date: | Modified date:
25-best-quotes-in-urdu

Quotes in Urdu are a way to express the deepest thoughts of your heart. They can be used as inspiration for someone feeling down, or they can be a great way to get some advice from an expert.

The quote is a beautiful thing; it's a way to encapsulate wisdom in one sentence. Quotes in Urdu are words of wisdom passed down from generation to generation. Famous people often say them, but they can also be quotes from a book or movie.

The blog intro I wrote is about the Urdu quotes and how they're used in everyday life. Quotes can come from different sources like books, movies, or even famous people. This blog will explore some of the most profound Urdu quotes that will inspire you. From poets like Ghalib and Iqbal to intellectuals like Sir Syed Ahmed Khan and Allama Iqbal, there are so many words of wisdom for us all.

So go ahead and read on...

(1)

quotes in urdu_100

آج خود کو اتنا تنہا محسوس کیا

جیسے لوگ دفنا کے چھوڑ گئے ہوں

Aaj Khud Ko Itnaa Tanha Mehsoos Kia

Jaisay Loog Dafnaa Kay Chor Gaey Hon

(2)

quotes in urdu_200

بے موت مر جاتے ہیں

بے آواز رونے والے

Bay Moot Mar Jatay Hain

Bay Awaaz Roonay Walay

(3)

quotes in urdu_2500

کسی نے پوچھا

تم انہیں یاد کرتے ہی کیوں ہو

جو تمہیں یاد نہیں کرتے ہیں

تڑپ کر دل بولا

رشتے نبھانے والے مقابلہ نہیں کرتے

Kisi ne pucha

tum inhain yaad karte hi kuen ho

jo tumhen yaad nahi karte hain

Tarap kr dil bola

rishte nibhaney wale muqabla nahi karte.

(4)

quotes in urdu_2400

بدلتی ہوئی چیزیں اچھی ہوتی ہیں مگر یقین کیجئے

بدلتے ہوئے 'اپنے' بہت تکلیف دیتے ہیں

Badalti hui cheezain achi hoti hain magar yaqeen kejiye

badalte huwey apney bhat takhleef dete hain.

(5)

quotes in urdu_2300

حیرت کی بات ہے ہر وہ شخص معافی مانگتا ہے

جس نے دل دکھایا ہی نہ ہو پھر

وہ لوگ کبھی معافی نہیں مانگتے جنہوں نے دل کے

ٹکڑے کیے ہوں

Hairat Ki Baat Hai Har Wo Shakhs Maafi Mangta Hai

Jis Ne Dil Dukhaya He Na Ho Phr

Wo Log Kabhe Maafi Nai Mangtay Jinhon Ne Dil Kay

Tukray Kiay Hon

(6)

quotes in urdu_2200

خوبصورت زندگی کا راز

دعا کی جائے دعا دی جائے دعا لی جائے

Khubsurat zindagi ka raaz

Dua ki jaie

Dua di jaie

Dua li jaie

(7)

quotes in urdu_2100

چھوٹے ذہنوں میں ہمیشہ خواہشیں

اور بڑے ذہنوں میں ہمیشہ مقاصد ہوا کرتے ہیں

Chohtay zehnoo me hamesha khuaish

Or baray zehnoo me hamesha maqasid hua karte hain

(8)

quotes in urdu_2000

مختصر یہ کہ اچھے لگتے ہو طویل یہ کہ تمہاری چاہت کی داستان لمبی ہے

زوال یہ کہ تم دور ہو "کمال" یہ کہ ہم جی رہے ہیں

Mukhtasar ye keh ache lagtey ho taveel ye keh tumhari chahat ki dastan lambi hai

Zawal ye ke tum door ho “kamal” ye ke hum ji rahey hain.

(9)

quotes in urdu_1900

سن لیا ہم نے فیصلہ تیرا اور سن کر، اداس ہو بیٹھے

زہین چپ چاپ آنکھ خالی ہے جیسے ہم کائنات کھو بیٹھے

Sun liya hum ne faisla tera or sun kr, udas ho baithay

Zehan chup chap ankh khali hai jaise hum kainat kho baithay

(10)

quotes in urdu_1800

دھوپ کا تو بس نام ہی بدنام ہے

جلتے تو لوگ ایک دوسرے سے ہیں

Dhoop ka toh bas naam hi badnaam hai

Jaltey toh log aek doosrey se hain

(11)

quotes in urdu_1700

کہتے ہیں وقت کے ساتھ ساتھ ہزار زخم بھر جاتے ہیں

مگر سچ تو یہ ہے کے ہم درد کے ساتھ جینا سیکھ جاتے ہیں

Kehtay Hain Waqt Kay Saath Saath Hazar Zakham Bhar Jatay hain

Magar Sach to Ye Hai kay Ham Dard Kay Saath Jeena Seekh Jatay Hain

(12)

quotes in urdu_1600

ضروری نہیں کہ ہر لکھا جانے والا لفظ پڑھنے والے کے معیار کے مطابق ہو

لکھنے والا اپنی کیفیت جبکہ پڑھنے والا اپنی کیفیت میں ہوتا ہے

Zaruri nahi ke har likha jane wala lafz parhne wale ke mayar ke mutabiq ho

Likhne wala apni kefiyat jabkey parhne wala apni kefiyat me hota hai

(13)

quotes in urdu_1500

آنسو کا وزن تو نہیں ہوتا پھر بھی

ان کے گر جانے سے دل ہلکا ہوجاتا ہے

Aanso Ka Wazan To Nahin Hota Phr Bhe

In Kay Gir Janay Se Dil Halkaa Hojata Hai

(14)

quotes in urdu_1400


جتنا زیادہ سوچوگے اتنی زیادہ اذیت میں رہو گے

یا تو اپنے آپ کو مضبوط کرلو یا مصروف کرلو

itna Zayada Socho Gay Utni Zayada Aziyat Main Raho Gay

Ya To Apnay Aap Ko Mazboot Kar Lo Ya Masroof Kar Lo

(15)

quotes in urdu_1300

لکھنے والے نے کیا خوب لکھا ہے

زندگی جب مایوس ہوتی ہے

تبھی محسوس ہوتی ہے

Likhnay Walay Ne Kia Khoob Likha Hai

Zindagi Jab Mayous Hoti Hai

Tabhee Mehsoos Hoti Hai

(16)

quotes in urdu_1200

زندگی جب کچھ دیتی ہے تو احسان نہیں کرتی

اور جب لیتی ہے تو لحاظ نہیں کرتی

Zindagi Jab Kuch Daiti Hai To Ehsaan Nahin Karti

Aur Jab Laiti Hai To Lehaaz Nahin Karti

(17)

quotes in urdu_1100

جب ہمارے احساس کو بہت بری طرح روندا جاتا ہے تو پھر

کسی سے احساس کا رشتہ جوڑنے کا دل نہیں کرتا

Jab Hamaray Ehsaas Ko Bohot Buri Tarah Roonda Jata Hai To Phr

Kisi Say Ehsaas Ka Rishta Joornay ka Dil Nahin Karta

(18)

quotes in urdu_1000

انسان کی تربیت کا فرق ہوتا ہے

ورنہ جو سن سکتا ہے

وہ سنا بھی سکتا ہے

Insaan Ki Tarbiyat Ka Fark Hota Hai

Warna Jo Sun Saktaa Hai

Wo Sunaa Bhe Sakta Hai

(19)

quotes in urdu_900

اگر پنسل بن کر کسی کی خوشیاں

نہیں لکھ سکتے تو کوشش کرو کے ربر

بن کر کسی کے گم مٹا دو

Agar Pancel Ban Kar Kisi Ki Khushiyaan

Nahin Likh Saktay To Koshish Karo Kay Rabar

Ban Kar Kisi Kay Gam Mitaa Do


(20)

quotes in urdu_800

اپنے وہ نہیں ہوتے جو تصویر میں ساتھ کھڑے ہوتے ہیں

اپنے تو وہ ہوتے ہیں جو تکلیف میں ساتھ کھڑے ہوتے ہیں

Apnay Wo Nahin Hotay Jo Tasveer Main Saath Kharay Hotay Hain,

Apnay To Wo Hotay Hain Jo Takleef Main Saath Kharay Hotay Hain

(21)

quotes in urdu_700

بہت ڈر لگتا ہے مجھے ان لوگوں سے جو باتوں میں

مٹھاس اور دل میں زہر رکھتے ہیں

Bohot Dar Lagta Hai Mujhay Un Logon Se Jo Baaton Main

Mithaas Aur Dil Main Zeher Rakhtay Hain

(22)

quotes in urdu_600

ہر انسان کا دل برا اور بیوفا نہیں ہوتا

بجھ جاتا ہے دیا تیل کی کمی سے

ہر بار قصور ہواؤں کا نہیں ہوتا

Har Insaan Ka Dil Bura Aur Bewafa Nahin Hota

Bujh Jaata Hai Dia Tail Ki Kami Se

Har Baar Qusoor Hawaon Ka Nahin Hota

(23)

quotes in urdu_500

آپ اپنی زندگی سے بھلے خوش نہ ہوں

پر کچھ لوگ ایسے بھی ہیں جو آپ جیسی زندگی جینے کے لئے ترستے ہی

Aap Apni Zindagi Se Bhalay Khush Na Hon

Par Kuch Loog Aaisay Bhe Hain Jo Aap Jaisi Zindagi Jeenay Kay Liay Tarastay Hain

(24)

quotes in urdu_400

کبھی کبھی اچھے لوگوں سے بھی گلتیاں ہو جاتی ہیں

لیکن اسکا مطلب ہر گز نہیں ہے کے وہ برے

لوگ ہیں، بلکہ یہ مطلب ہے کہ وہ بھی انسان ہیں

kabhe kabhe Achay Logon se Bhe Galtiyan Hojati Hain

Laykin Is Ka Matlab Har Giz Nahin Hai Kay Wo Buray

Loog Hain, Balkay Ye Matlab Hai Kay Wo Bhe Insaan Hain

(25)

quotes in urdu_300

انسان ہمیشہ تکلیف میں ہی سیکھتا ہے

ورنہ خوشی میں تو پچھلے سبق بھی بھول جاتا ہے

Insaan Hamesha Takleef Main He Seekhta Hai

Warna Khushi Main to Pichlay Sabak Bhe Bhool Jata Hai

Conclusion

The words we speak are powerful. They can be used to create or destroy. We have the power to make someone feel good about themselves with just a few kind words and build up their self-esteem. But we also have the ability to break them down with our harsh words of criticism and belittlement. In other words, positivity is the key to creating a better future.

Comment